Refund Reviews & Complaints
Reported By: ShaikhAbbas
Contact information:
Refund
mi max mobile ke liye do emi pay kiya tha lekin fir unho ne tisra emi pay karna bola mene na bola aur mene jo payment kiya tha 2520 wo rifund karna bola unhone 30 din bola tha aaj 90 days ++ hogaya h mera amount rifund nahi kiya ja mere mail ka koi jawab de rahe h mene ye airtel money pe jis no. pe send kiya tha wo no. bhi band araha h pls rifund my amount mene ye emi deals pese book kiya tha