Niveraa. Com Reviews & Complaints
Reported By: Lokesh chouhan
Contact information:
Niveraa. Com
muje galt product mila hain mene ek gown order kiya tha paruski jagah muje 2 kapdo k tukde mile h muje mere pese vaps chahiye q ki ye company ki service kafi ghatiya nikli h ye bilkul galt product diya h meko agar muje refund nhi mila to me kanuni karwayi krne per majbur ho kr enpr mukdama bhi kr skta hu q ki enhone nahi hmare pese liye hmare emotions k sath bhi khilwad kiya h mene jo drss bulwaya tha vo meri bahan k liye rakhi ka gift tha but enhone uski jagh ek 2 kpdo k tukde de diye .ye kafi ghatiya company h jo ese froud kr ham jesa muddle class logo ko taklif me dalti h