Rachika trending limited company – Rachika trending Limited

Reported By: Rajkumari Chouhan

Contact information:
Rachika trending limited company Gurgaon
Telegram
company dwara Mujhe ek message Aata Hai Telegram per aur part time job ke liye bola jata hai ki Kuchh ghante kam karna hai aur is kam mein aapko hajar Barah so rupaye din ki income ho sakti hai 4 ghante dene ke liye to maine vah 4 ghante ke liye join kara per UN Logon Ne Mujhe pure ful de ke liye join kar liya Jiski timing Subah 9:00 se Raat Ke 9:30 Tak chalta hai aur Mujhe vah Log Kuchh Kuchh message Karte Rahe aur Mujhe pahle ₹200 Lagane ke liye bola FIR Mujhe ₹500 Lagane ke liye bola aise hi धीरे-धीरे

Rachita trading Limited company ke dwara Ek mujhe message aata hai Telegram per use Telegram message pe mujhe bola jata hai ki yah part time job hai part time job Karoge To usmein 4 se 5 ghante dene Mein Ab Din Ka 12 1300 rupaye kama paoge aur Jaise hi Maine vah part time join kara to mujhe unhone ful time mein join kar liya to Fir Ek link Diya use link se mujhe ek id banane ke liye Diya ID Jo grab Karke Ek Ek application Bana id bana aur use ID per Mujhe paise invest karne ke liye Kaha pahle ₹200 ka recharge karaya to use per Mujhe ₹100 extra Mile FIR unhone Mujhe ₹1000 ₹500 ka bola 1000 Uske bad fir se mujhe kuchh paise invest matlab mile uske bad unhone 17000 ka bola to 17000 Mein Kuchh UN Logon Ne Mujhe task ke liye करते-करते amount badhta Gaya Kabhi 32000 Hua Kabhi 17000 Hua Kabhi Hua lakh Kabhi Hua 2 lakh Jaise hi mujhe laga Mere Sath task pure Ho Gaye ₹200000 hone ke bad to unhone mujhe ek task aur de diya Bina Bole jabki Maine inse confirm kara tha ki Aage Mein Paisa invest nahin kar sakta mere pass paise Nahin Hai Uske bavjud bhi unhone apni Marji se ek task aur kar diya jismein Mujhse ₹300000 Mange Jaate Hain maine bola main Aage continue nahin kar sakta Mere paise Wapas kar do Jo hi Maine Diye hain mujhe aapka koi Paisa Nahin chahie to unhone mujhe saaf mana kar diya ki yah paise bhi mil Sakte aapko jawab yah ₹300000 aur invest Karoge To aapko Sare paise refund a Jayegi to maine bola mere pass Itna Paisa Nahin Hai Main Kahan Se Dun to unhone Bola Ham Kuchh Nahin kar sakte Jab yah Paisa Ho Jaega To aapko yah Paisa mil Jaega To unhone Mere ₹2 lakh fridge kar Diye aur ab main bahut jyada Pareshan hun maine apne ghar mein bhi Kisi Ko Nahin bataya tha yah Meri mehnat ki kamai Thi bahut Mushkil Se Maine yah kamaya tha Kisi Kisi Se Mang kar Maine yah ID Jo Banai usmein invest kara ab main UN Logon Ko Bhi Apne paise Nahin De Pa raha hun Aisa man Kar Raha Hai Ki Main Mar jaaun lekin main bahut Pareshan hun Mere paise bhi yah log Wapas Nahin de rahe hain Meri Atma Andar Se ro rahi hai main bahut jyada Pareshan hun Mere Ghar Mein Ek Chhoti bahan Hai Jiski padhaai likhai mere upar Hai Main Usko Dekhti hun Ham Garib Ghar Se Main block Karti hun maine bahut mehnat se apne paise sev kiye the per main Aisi bakwas app mein fas Gai lalach ki vajah se aur ab main Inko Apne paise Wapas Nahin Le Pa rahi ho please meri बहुत-बहुत madad karo mere paise Wapas dilane Ke Liye ₹200000 kamane Mein Mujhe Bahut mehnat Lagi main bahut mehnat se apne paise Kama rahi thi lekin Maine galti kar diya aapke sath judkar please meri help karo main bahut Pareshan hun Mere Ghar Mein Mera papa bimar hai Ham already kar de Mein Hai Usi ke Karan Maine yah join kara ki thoda Paisa aur Milega lekin Sab ulta ho gaya main ₹200000 bhi Gava chuki hun mujhe please Mere Do lakh rupaye clear Karva Do Mujhe diwa Do
—————————————————-

How to file a complaint against Rachika trending limited company?

* Go to page
* Write Rachika trending limited company in company name section and write your complaint in detail
* Enter your personal information (email will not be published)
* Get refund / replacement / damages from Rachika trending limited company.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *