Reported By: Ramkishan Thakur
Contact information:
Doa cash Delhi
Mujhe bhi bina information ke hi account me 3850 bhej diye 6 din ke liye fir WhatsApp pe msg aa raha 7000 pay karne ko hamne pucha details bhejo kis baat ka 7000 paid karna hain to batmizi se baat kiye WhatsApp pe black mail kar rahe dhamki de rahe ki I’d photo ko social media pe dal denge hamare family ko pareshan karenge aysa dhamki aa raha hain gali deti hain please aap help kijiye