Suppart@shopsale – Paise lekar wapas Nahin de rahe hain tu mere sath fraud Kiya hai

Reported By: Vijay Kumar

Contact information:
Suppart@shopsale Delhi

Main main do jacket ki shopping ki thi e shop and sales main mere ko contact mein hissa Lene ko Kaha tha to maine liya tha enhone mere ko baleno kar ke liye offer kiya tha unhone mere ko kaha ki aap ki gadi nikali hai aap 46000 khjar jama karwa dijiye aap gadi mil jayegi GST text jama karana hai sirf Maine karva Diya Uske bad mein yah meri call utha rahe hain na mere ko paisa de rahe hain na mujhse baat kar rahi ek bar uthaie call to bolate aap ki file band ho gai hai hamen Nahin pata ham Aapke paise wapas Nahin sakte please mujhe mere paise wapas chahie hai main garib hun main logon ghar mein kam Karke paise Juda hua main electrician hu mujhe mere paise wapas chahie so please meri help kijiye

1 thought on “Suppart@shopsale – Paise lekar wapas Nahin de rahe hain tu mere sath fraud Kiya hai”

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

  1. Shopsalez ne mere sath v fraud kiya h 1,94,409 rupay liye h or ab wapas ni kr rye h bol rye h ki thoda time lagega jabse date hi badhate ja rye h ye ek boht badi fraud company h