Gati packers and movers – Froud

Gati packers and movers Reviews & Complaints

Reported By: Monu sharma

Contact information:
Gati packers and movers

R sir, madam

Mr. Anup or manoj sharma ne hamare yaha room rent pe liya gati packers and movers k worker bta k or unhone kisi ka saman book kar liya kerla bhejne k liye or 29 Nov 2017 ko room par rakh diya or un se saman bhejne k liye 25000 rs le liya us din k bad Wo room par Nahi aye hamne Kai bar unhe call kiya to unhone bola ham room rent apko de denge fir jinka unhone saman uthaya tha unka call hamare pass aya hamne Unko room dikhya to Wo saman unka tha AAb manoj or anup na to hamara phone uthate hai or na hi room rent dete hai or Jinka saman hai Wo b Bhot paresan hai inhone sabko paresan karke rakha hai Inka mob no. Hai+917835821681, 9871017702

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *