Reported By: Shubhda maljonia
Contact information:
Kurt wesr New Delhi
Support:care@kurtiwear
Wrong product wrong things blady hell dikhaya kuch bheja kuch paise pure le liye fraud site ban it this not funny to do such things utre huye kapde de diye hume pagal sumjha he kya jab ni he product to kyu bechne ki koshish karte ho ghatiya site ghatiya product ghatiya sevice what is this kuchh bhi bhejna hai bewajah har kuchh jab nahin hai product nahin hai aap deliver nahin kar sakte ho Insan se paise le rahe ho kya barbad kar rahe ho dusre ko paise ko is tarah kisi ko koi karna nahin chahie na ghatiya site bilkul bhi bahut hi bekar aur kuchh dikhte Hain kuchh bhejte Hain koi matlab hi nahin hai pata nahin jab nahin hai product kyon side banaa Rakhi hai kyon ads dete Ho ki topper chal raha hai 800 rupaye mein 900 rupay mein hajaron per mein kya matlab hai iska 80 rupaye ki nahin hai baat yah hai ki agar aapko nahin bheja tha to nahin bhejte aur bhejte bhi to kuchh nai chij bhejte logon ke Uttaran bhej rahe ho hai aur Uttaran aisi gandi Jo barse Mari hai pahne hue kapde wali patni kis bhikhari ke kapde pahne hue hain isliye hi nahin a raha hai yah ghatiya si site hai kahana mein kurti wear aur yahan per Jo mujhe Mila hai usmein address dalo a house number 15 12 ground floor New Delhi house number 15 12 pata nahin kaun se hai kahan ka hai se bhav Naam likhne se ho jata hai kya khane se kya hota hai kaise ladka hai
Yah se ladka adress Diya hua hai house number 1512 ground floor New Delhi pin code 11 00 86 website care@kurtiwear contact number 9670 8 99 279
Address daal rakha hai ki ground Floor kaun sa gram flour Delhi mein hamen kya pata koi colony ka naam nahi Dala hai koi vah nahin dala hai Marg ki kahan per hai landmark kaun sa hai main kuchh bhi nahin Diya vah kaise pata chalega number bhi switch off ja raha hai jo number show kiya hai vah kya matlab hai I want my refund mujhe mere paise wapas chahie aur mein Jo bhi ja mere paas aaya product yah lekar jaaye jo bhi hai mujhe mere aansu rupaye wapas chahie mujhe nahin chahie kuchh aur aaina to Manju mein Vishwas karungi hi nahin ghatiya chip sabse ghatiya start dekha nahin Flipkart bhi Aisa nahin karti hai vaise bhi Flipkart se cal aaya tha mujhe tu Jo aaya hai vah number bhej main aapko batati hun
—————————————————-
How to file a complaint against Kurt wesr?
* Go to page
* Write Kurt wesr in company name section and write your complaint in detail
* Enter your personal information (email will not be published)
* Get refund / replacement / damages from Kurt wesr.